Saturday, 21 September, 2013

ಒರಸಿ ಅಶ್ರು ತನ್ನ ಕಣ್ಣಿಂದ

ಒರಸಿ ಅಶ್ರು ತನ್ನ ಕಣ್ಣಿಂದ 
ನಗೆ ಬೀರಿದರೆ ಏನೋ ಪ್ರಯೋಜನವಾದೀತು
ತಲೆ ತಗ್ಗಿಸಿ ಏನಾಗಲಿಕ್ಕಿಲ್ಲ 
ತಲೆ ಎತ್ತಿದ್ದರೆ ಏನೋ ಪ್ರಯೋಜನವಾದೀತು
ಒರೆಸ ಅಶ್ರು ತನ್ನ ಕಣ್ಣಿಂದ.....

ಜೀವನ ಭಿಕ್ಷೆಯಲಿ ಸಿಗುವುದಿಲ್ಲ 
ಜೀವನ ಮುಂದೆ ಸಾಗಿ ಕಸಿದುಕೊಳ್ಳಬೇಕಾಗುತ್ತದೆ 
ತನ್ನ ಹಕ್ಕು ನಿರ್ದಯ ಜಗತ್ತಿಂದ 
ಕಸಿದುಕೊಂಡರೆ ಏನೋ ಪ್ರಯೋಜನವಾದೀತು
ತಲೆ ತಗ್ಗಿಸಿ ಏನಾಗಲಿಕ್ಕಿಲ್ಲ .....

ರಂಗು ಮತ್ತು ಭೇದ ಜಾತಿ ಮತ್ತು ಧರ್ಮ
ಯಾವುದೇ ಇರಲಿ ಮನುಷ್ಯನಿಗಿಂತ ಕಡಿಮೆಯೇ
ಈ ಸತ್ಯವನ್ನು ನೀನು ಸಹ ನನ್ನಂತೆ
ಒಪ್ಪಿದರೆ ಏನೋ ಪ್ರಯೋಜನವಾದೀತು
ತಲೆ ತಗ್ಗಿಸಿ ಏನಾಗಲಿಕ್ಕಿಲ್ಲ .....

ದ್ವೇಷದ ಜಗತ್ತಿನಲಿ ನಮಗೆ
ಪ್ರೀತಿಯ ವಸಾಹತು ಸ್ಥಾಪಿಸಲಿದೆ
ದೂರ ನಿಲ್ಲುವುದು ಸಾಹಸವೇನಲ್ಲ
ಬಳಿ ಬಂದರೆ ಏನೋ ಪ್ರಯೋಜನವಾದೀತು
ಒರಸಿ ಅಶ್ರು ತನ್ನ ಕಣ್ಣಿಂದ.....

ಮೂಲ : ಸಾಹಿರ್ ಲುಧ್ಯಾನ್ವಿ
ಅನುವಾದ : ಹರೀಶ್ ಶೆಟ್ಟಿ, ಶಿರ್ವ
ಹಾಡಿದವರು : ಮೊಹಮ್ಮದ್ ರಫಿ
ಸಂಗೀತ : ಏನ್ .ದತ್ತಾ
ಚಿತ್ರ : ನಯಾ ರಸ್ತಾ 


ponchh kar ashq apni aankhon se
ponchh kar ashq apni aankhon se
muskuraao to koyi baat bane
sar jhukaane se kuchh nahin hoga
sar uthaao to koyi baat bane
ponchh kar ashq apni aankhon se
muskuraao to koyi baat bane


zindagi bheekh mein nahin milti
zindagi bheekh mein nahin milti
zindagi badh ke chheeni jaati hai
zindagi badh ke chheeni jaati hai
apnaa haq sangdil zamaane se
cheen paao to koyi baat bane
sar jhukaane se kuchh nahin hogaa
sar uthaao to koyi baat bane


rang aur nasl jaat aur mazhab
rang aur nasl jaat aur mazhab
jo bhi ho aadmi se kamtar hai
jo bhi ho aadmi se kamtar hai
is haqeeqat ko tum bhi meri tarah
maan jaao to koyi baat bane
sar jhukaane se kuchh nahin hoga
sar uthaao to koyi baat banenafraton ke jahaan mein hamko
nafraton ke jahaan mein hamko
pyaar ki bastiyaan basaani hain
pyaar ki bastiyaan basaani hain
door rahnaa koyi kamaal nahin
paas aao to koyi baat bane
ponchh kar ashq apni aankhon se
muskuraao to koyi baat bane
sar jhukaane se kuchh nahin hogaa
sar uthaao to koyi baat bane

www.youtube.com/watch?v=FnVCkYsALqg

2 comments:

  1. ಇಷ್ಟವಾಯಿತು ಸಾರ್.

    ReplyDelete
    Replies
    1. ತುಂಬಾ ತುಂಬಾ ಧನ್ಯವಾದಗಳು ಬದರಿ ಸರ್.

      Delete